Friday, April 3, 2009

4 april 2009
















Abhi tak kuch pata nahi hai kya ho rha hai diksha ke sath par mai jarur kuch karne wala hu acha ya bura yeh pata nai hai ek baar meri janu ne mujhe gale lagake bola tha mujhe kabhi akela mat karna diary mei bhi likha meri janu ne likha hai ki " plz ap mujhse promise karo ki mujhe kabhi akela nahi karoge kabhi mujhse dur nahi hoge nai ti mai mar jaungi plz mujhe akela mat hone dena" yeh sab meri janu ne likha hai aur mai abhi tak wahi kar raha hu use aisay nai chodd sakta

No comments:

Post a Comment